1
00:00:06,231 --> 00:00:17,711
Ab taste profile, yaani client ki pasand aur napasand. Overview me Taste Profile ke saamne Redo setup dabaiye.

2
00:00:17,761 --> 00:00:26,181
Pehla step, cuisines. Client ko jo khana pasand hai wo chuniye. Hum Gujarati bhi jod rahe hain.

3
00:00:26,232 --> 00:00:36,332
Preferences me diet, spice level, simple cooking aur cook time. Meal size bhi set kar sakte hain.

4
00:00:36,382 --> 00:00:46,241
Vegetables. Har sabzi ke saamne thumbs up matlab Like, thumbs down matlab Dislike.

5
00:00:46,291 --> 00:00:54,901
Search se jaldi milta hai. English naam likhiye, jaise Bitter gourd yaani karela, aur Dislike kariye.

6
00:00:54,952 --> 00:01:04,452
Proteins and dairy: dal, paneer, dahi aadi. Paneer aur moong dal like kariye.

7
00:01:04,502 --> 00:01:15,282
Grains, fruits, nuts aur spices. Yahan bhi search karke like ya dislike kariye, jaise ragi.

8
00:01:15,332 --> 00:01:21,192
Review me sab ek saath dikhta hai. Kuch badalna ho to Edit dabaiye.

9
00:01:21,242 --> 00:01:30,032
Sab theek ho to Save and Build Recipe Pool dabaiye. Meal plan isi hisaab se banega.

10
00:01:30,082 --> 00:01:35,002
Client khud bhi apne login se ye taste profile bhar sakta hai.
